Sur,taal aur raag !!

After Kailas Kher,looks like the flavour of the season is Rahat Fateh Ali Khan..
O Re Piya ,Naina
"Saiyyan" by Kailash Kher still remains an alltime favourite!!!

Lovely lyrics of Taare Zameen Par Title track!!

"Dekho inhein yeh hai oss ki bundein
Patton ki godh mein aasmaan se kudein
anghgradyi le fir karwat badal kar
Nazuk se moti hashdi fisal kar
Kho na jaye ye, taare zameen par

Yeh to hai sardi mein dhup ki kirane
Utare jo aangan ko sunehra sa karne
Man ke aandheron ko roshan sa Kar de
Thithurti hatheli ki rangat badal de
Kho na jaye ye, taare zameen par

Jaise aankhon ki dibiya mein nindiya
Aur nindiya mein mitha sa sapna
Aur sapne mein mil jaye farishta sa
koiJaise rango bhari pichkari
Jaise titliyain phulon ki kyari
Jaise bina matlab ka pyara rishta ho koi
Yeh to aasha ki lehar hai

Yeh to ummeed ki sehhar hai
Khushiyon Ki nehar hai
Kho na jaye ye, taare zameen par ...."

Comments

Popular posts from this blog

White water rafting at Dandeli

Melkote : The temple town

You know u're looking for a house when ...